HOW TO MAKE PROTEIN POWDER AT HOME IN FOLLOW THESE EASY STEPS
- प्रोटीन पाउडर घर पर बनाएं
- वह भी आसान तरीके से
•Aap sabka swagat hai doston Navin fitness blogg mein aaj Ham aapko batane wale Hain ki Ghar per protein powder kaise banaye aap market se jo protein powder kharidte Hain usse behtar protein powder aap ghar per banaa sakte hain jiska Koi side effect bhi nahin hoga doston to chaliye chalte hain
- Dost sabse pahle protein powder banane ke liye kuchh samagri ki avashyakta padegi To main yahan niche Bata deta hun aapko kya kya lena hai aur kitna kitna matra mein
• 50 gm मगज
• 50 gm पिस्ता
• 50 gm बादाम
• 50 gm मूंगफली
• 50 gm सोयाबीन बीज
• 50 gm अखरोट
• 40 gm ओट्स
• 30gm मिल्क पाउडर
यह आपके पाउडर बनाने की सामग्री तैयार है यह आपकी कोई भी निजी मार्केट से मिल जाएगा और ज्यादा पैसा भी आप लोगों का नहीं लगेगा
- Sabse pahle mere doston Ek kadhai lenge aur usko garam karenge uske bad usmein badam pista aur akhrot dalkar madhya aanch main usko bhun lenge chammach chalate hue bhuna hai aur jaise hi badam ka colour halka dark ho jaaye lagbhag 2 se 3 minut Tak bhune uske bad usko nikalkar thanda hone de de Ek plate mein
- Ab use kadhai mein mungfali dalenge 2 se 3 minut use bhi bhunenge jab Tak chhilke ka colour dark nahin ho jata use bhi bhun lene ke bad nikal lenge aur thanda hone denge
- Ab FIR usi kadai mein main soybean ka bij dalenge aur FIR use bhi bhul lenge jab tak vah 2 hisse main Na Ho jaaye bhunne ke baad use ek plate main nikal ke thanda hone denge
- सभी चीजें अच्छी तरह ठंडी हो जाने के बाद आप सबको एक मिक्सर जार में डाल दें बादाम पिस्ता अखरोट छिली हुई मूंगफली सोयाबीन का बीज मगज के बीज और ओट्स और मिल्क पाउडर और फिर मिक्सर में डालकर सभी को पीस देंगे वह एकदम पाउडर हो जाए तब उसे खोलेंगे
Ab Ek air tight container mein isko dal kar rakh sakte hain ye protein powder apka lagbhag 10 din Tak chal jaega doston Ghar per hi protein powder banane ka aasan tarika aap Jo market mein protein kharidte hain usse kahi guna behtar aur sasta
To doston aap logon ko yah tric kaise Lage aap ghar per Hin baithe baithe aaram se powder banakar apne aap per use kar sakte ho iska Koi side effect nahin hota agar yah tric aapko acchi lagi ho to comment karke bataen dhanyvad 🙏
Regards
• Navin fitness
• email :navinfitness01@gmail.com
katihar,
INDIA






Comments